Tuesday, March 11, 2008

Yaadein

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

Tum se hi din hota hai
Surmaiyi shaam aati
Tumse hi tumse hi

Har ghadi saans aati hai
Zindagi kehlati hai
Tumse hi tumse hi

Aankhon mein ankhen teri
Baahon mein baahein teri
Mera na mujhe mein kuch raha hua kya
Baaton mein baatein teri
Raatein saugatein teri
Kyun tera sab yeh ho gaya hua kya
Mein kahin bhi jata hoon
Tumse hi mil jata hoon
Tumse hi tumse hi

Shor mein khamoshi hai
Thodi si Behoshi hai
Tum se hi tum se hi

Aadha sa wada kabhi
Aadhe se jayada kabhi
Jee chahe kar lun is tarah wafa ka
Chode na chhute kabhi
Tode na toote kabhi
Jo dhaga tum se jud gaya wafa ka

Mein Tera sarmaya hoon
Jo bhi mein ban paya hoon
Tumse hi tumse hi
Raste mil jate hai
Manzilen mil jati hai
Tumse hi tumse hi

Kinda like this new slow one from Jab we met.

Labels:

1 Comments:

At 18 March, 2008, Blogger Vivek said...

This is one of my favorites too. I play this on the keyboard everyday here...

 

Post a Comment

<< Home